BestKundli BestKundli
AstroFeed
My Feed App Home My Today Astrologers Everything - ₹299 only
Explore
Yearly Report 2026
Reports
Gemstones Rudraksha Sade Sati Full Sade Sati Raj Yog My Karakas
Apply as Astrologer
More
Numerology Manifestation Karma Mantra Vastu Lomanshadi Yoga Meditation Downloads
Help & legal
Help & FAQ Contact Us Terms Privacy Support
Back to Feed
JY
DOB 24/04/1989
TOB 22:25
POB IN
Mera future kaisa hai aur mere Pati ke do affair shuru Hai ek bahut Purana Hai vah aakhir kab khatm Hoga aur mera future kaisa hai please clear bataiye agar mere Pati nahin sudhrega to kya koi aur aaega Meri Life mein mujhe pyar karne Wala agar han to vah Kaun Hoga aur Kaisa Hoga aur vah mujhse pyar kyon Karega vah meri life mein kyon aayega Kya Meri uske sath shaadi hogi ya FIR nahin yah sab kuchh mujhe clear bataiye please aur mere se kaun se karna hai jo main ab tak bhugat rahi hun mere Pati Ka mujhe pyar nahin milta aur kuchh nahin mere Man baap Ko itni pareshani kyon Hai Mera Pati mere Sath Dushman ki tarah vyavhar Karta Hai Aisa kyon Hai mere Man baap pareshan kyon hai ki nahin tum mere bhaiyon ko koi naukari nahin milati unki shaadi bhi nahin ho rahi Aisa kyon Hai yah sab kuchh bataiye please jaldi bataiye please aur mere bete ka future kaisa hai mere bhi pic achcha Hoga ya nahin yah sab kuchh mujhe please bataiye clearly bataiye please mujhe samajh Aaye aise aap bataiye Hindi m
🔊 1-min voice guide - how astrology works & how to ask clearly.

Sign in and Ask your question to multiple Astrologers for FREE and Paid both. Get Started Now!

1 Reply
Go to reply box
This is a free question - Astrologer has given quick general answer below.
Our astrologer has shared a brief conclusion without studying your chart in precise detail. A paid answer goes far deeper - exact timing, dasha periods, transits, remedies, gemstones and more personalised insights.
यह एक निःशुल्क प्रश्न है - एक संक्षिप्त सामान्य उत्तर।
हमारे ज्योतिषी ने आपकी कुंडली का विस्तृत अध्ययन किए बिना एक संक्षिप्त निष्कर्ष साझा किया है। सशुल्क उत्तर में बहुत गहन विश्लेषण मिलता है - सटीक समय, दशा अवधि, गोचर, उपाय, रत्न और अधिक व्यक्तिगत मार्गदर्शन।
Explore more · और जानें: Numerology Report · Lal Kitab Remedy · Mantra · Vastu · Karma · - ये report FREE mei देखें click कर के.
A
User Astrologer ✓ Verified 2h ago Free
Mujhe aapke liye aapke jeevan ki sthiti ka samarthan karne ka mauka mila hai. Aapke pati ke do affairs ke baare mein dekha jaye to yah samasya jaldi hi khatam hoti nazar aa rahi hai, lekin aapko is dauran apne aatma-samman par dhyan dena hoga. Aane wale kuch mahino mein, ek naya sambandh aapki zindagi mein pravesh kar sakta hai, jo aapko pyaar aur samarthan dega. Aapke bachche ka bhavishya bhi achha dikh raha hai, par aapko unke liye sahi margdarshan aur sahayata deni hogi. Aapko samasyaon ka samna karne aur naye avsar ko apnane ke liye tayaar rehna hoga.